The song Kalank stands out for its emotive melody and soulful rendition. It captures the essence of unrequited love, heartbreak, and the pain of separation. The word Kalank itself translates to stigma or blemish, and this theme resonates throughout the song’s lyrics.
![]() ![]() Song Information : 5/5 |
Song Title :- Kalank |
Writer Name :- Amitabh BhattacharyaPritam |
Singer Name :- Arijit Singh |
Kalank Song Lyrics
Hawaaon Mein Bahenge
Ghataon Mein Rahenge
Tu Barkha Meri
Main Tera Baadal Piya
Jo Tere Na Huve Toh
Kisi Ke Na Rahenge
Deewani Tu Meri
Main Tera Paagal Piya
hazaaron mein kisi ko taqdeer aisi
mili hai ik ranjha aur heer jaisi
na jaane ye zamaana
Kyun Chaahe Re Mitaana
Kalank Nahi Ishq Hai Kaajal Piya
Kalank Nahi Ishq Hai Kaajal Piya
Piya, Piya, Piya Re
Piya Re, Piya Re
Piya Re, Piya Re, Piya Re, Piya Re
Duniya Ki Nazron Mein Ye Rog Hai
Ho Jinko Woh Jaane Ye Jog Hai
ik tarfa shayad ho dil ka bharam
do tarfa hai toh ye sanjog hai
layi re humein zindgani ki Kahaani
Kaise Mod Pe
Huve Re Khud Se Paraaye
Hum Kisi Se Naina Jod Ke
Hazaaron Mein Kisi Ko Taqdeer Aisi
Mili Hai Ik Ranjha Aur Heer Jaisi
Na Jaane Ye Zamaana
Kyun Chaahe Re Mitaana
Kalank Nahi Ishq Hai Kaajal Piya
Kalank Nahi Ishq Hai Kaajal Piya
Main Tera, Main Tera, Main Tera, Main Tera
Main Tera, Main Tera, Main Tera, Main Tera
main gehra tamas tu sunhera savera
main tera o, main tera
musaafir main bhatka tu mera basera
main tera oo main tera
tu jugnu chamakta
main jungle ghanera
Main Tera Aa
Oo Piya Main Tera, Main Tera, Main Tera
Ho Main Tera
Ho Main Tera, Main Tera, Main Tera
Oo
Kalank is not just a song but an emotional journey that evokes a sense of nostalgia and longing. It taps into the universal theme of love’s complexities, which are often mired in societal norms and circumstances. The song’s melodious composition, heartfelt lyrics, and Arijit Singh’s impeccable vocals come together to create a truly mesmerizing musical experience.
Originally posted 2023-08-31 13:37:00.